happiness between sisters
Riya Chakravarthi
I am nervous
someone ???
ok tho aapka interview ma lunga
someone ???
tho aap iska hi operation kara.
jisa aap yaha lakar aai ha
someone ???
you can got now
Riya Chakravarthi
what is my result
someone ???
you are pass you can join from tomorrow
Riya Chakravarthi
thank you sir thank you
kiara Chakravarthi
Riya mara favorite actor ki shooting yahi is hi city ka kisi hospital ma hona wali ha.
kiara Chakravarthi
😆 kas ma uski acting samna sa dekh pati
kiara Chakravarthi
kas ma doctor hoti.🤗
Riya Chakravarthi
lakin tum ek law ki student ho
kiara Chakravarthi
yahi tho dukh ki baat ha😅😔
Riya Chakravarthi
tum tho bura maan gai.
chalo baatao tumhara favorite actor kon ha 🙂
Riya Chakravarthi
kho tho tumhari marriage usi sa kara du .😏
kiara Chakravarthi
Riya...
🥺
mujha sadhi nahi karni
kiara Chakravarthi
wasa bhi phala tho tari hi hogi na 😆😘
Riya Chakravarthi
😳
😣 stop it
Riya Chakravarthi
tum janti hona mujha mara career par focus karna ha 😤
kiara Chakravarthi
ok .
ara ha 😅
kiara Chakravarthi
ma tum sa tumhara interview ka bara ma puch na hi bhool gi
tho batao kasa raha
Riya Chakravarthi
😔
sorry kiara.
kiara Chakravarthi
kya tum nahi kar pai .
koi baat nahi aagli baar jaroor ho ja a ga.
kiara Chakravarthi
mu maat lat kao
Riya Chakravarthi
kya tu mujha kuch bana kar de sakti ha
mujha bhot bhuk lagi ha
kiara Chakravarthi
ok ma bana kar lati hu😕
Riya Chakravarthi
yeh dekh
kiara Chakravarthi
kya ha is ma
kiara Chakravarthi
documents kis chij ka
Riya Chakravarthi
dekh tho🤗
kiara Chakravarthi
wow .. Riya tujha mil gai job
tho tuna mujh sa jhut kyu boola
Riya Chakravarthi
subha mari ears ka baand bajana ki wajha sa kiya tha mana 🥳
kiara Chakravarthi
🥺 tu kitni buri ha .
chal koi nahi is baar maaf kiya
( gala sa lagaya Riya ko )
Riya Chakravarthi
chal dinner karka soo jata ha kal sa mujha kam par jana ha .
author
more in next episode
by
Comments