1. Khote bhare bazaar mein, woh hume sacche lage the,
Na jaane kyun, hazaaron logo mein sirf voh hi hume acche Lage the,
Par itne wakth ke baad bhi,
Uske khayalon mein humara zindagi madham hai
Yaadein uske, abhi bhi hume kar dete nam hai,
Pata nhi kyun dard kr rha yeh dil, na jaane ise kis chiz ka gham hai.
Naa jane kyun yeh uss bewafa ke intezaar mein dimag humara ghum hai...
2. Chaahe log pagal hi kahe par tumhare chehre peh hum Noor chah the hain,
Un bure yaadon ko tumhare, hum dil aur dimag se door chah the hain,
Dil mein sannatha hi sahi par, kamyaabi se hum shor chah the hain,
Do tarfa na ho toh kya hua, mohabbat ko toh humare, hum mashoor chaah the hain...
Ek aakhri sher hai ki,
3. Unke ijazat ke bina unhe ibadat bana liya,
Pata tha ki nhi milenge,phir bhi unko apna humne Amanat bana liya,
Maloom tha hume bhi, iss khwaab ka anjaam khas nhi hoga,
Par phir bhi Haqeeqat se door,
Sapno mein jeene ka humne aadat bana liya...
Jab yeh sapne humari toote,
tab hum bhi toot gye,
tabi toh pata chala
Ki voh tehre jhoote,
Aur meeti alfazon se unke, hum bhi loot gye...✨